Beta, humare gaon mein biradari-vivah hota raha hai. Par hamari beti paida hui thi with that same blood disorder, jo uski daadi ko tha. Doctor sahab ne bataya, aise mein chances badh jaate hain, khaas kar jab dono taraf same beemari chalti rahi ho. Isiliye toh humne apni beti ki shaadi dur ke gaon mein ki hai… taaki aane wali pidhi aaram se so le.
#exams#study
Jump in to reply — no account needed.