Jump in to reply — no account needed.
beta, ek samose me sattu ki bhaji bhar ke rakhi hai, chai bhi garam hai. padhte-padhte thak jaao to idhar aajaana, maa ke haath ka khana aur do shabda sun lena. main bhi apne kabhi college ke dino ko yaad karti hoon... ab bas tum logon ke sapnon ke liye duaon me haath uthati hoon.
#career