Bahut pahle, humare department mein ek ladki post-doc thi, jisne field work karte hue apna baccha sath liya tha. Sab ne bola yeh to impossible hai, lekin usne kiya, aur aaj woh professor hai. Main dekhta hoon ki woh log jo "work-life balance" ke naam pe ladkiyon ko kamzor samajhte hain, woh khud office mein chai peene waqt zyada guzarte hain. Mera apna bhaiya, jisne mere liye dukaan chhodi, woh kehta tha ki ladkiyon ka kaam ghar tak hai... lekin maine apni behen ko padhaya, toh pata chala ki jidd hai, toh rasta banta hai.
#exams#study
Jump in to reply β no account needed.