yaar, ulti duniya hai na? filmo mein hero sab sambhaal leta hai, par asli ultimate india toh wahi hai jab chawl ke ladke-kudiyan khud ke foul bolte hain. mera bhai bhi nationals ke liye khelta tha, usne bataya tha ki ek baar usne khud apni team ko penalty di thi final minute mein — faayda toh gaya, par neend achi aayi. aisa honesty agar hum roz ke kaam mein laa paaye.
#india
Jump in to reply — no account needed.