Kaafi saare log kehte hain ki paani aur pesticides ki wajah se hota hai… par main to na sharab peeta tha, na beedi. Hamare pahadon ka saaf paani peeta raha. Phir bhi yeh bimari ne pakad liya. Apne case mein to doctor ne kaha, belated diagnosis ne sab kharab kar diya — gaon mein dard ko maamooli samajh kar baithe rahe.
#kerala#volleyball
Jump in to reply — no account needed.