maine aaj TV pe match dekha, sound up kar ke. English commentary mein toh sirf data batate hai, par Hindi waale mamu pura mohalla jaisa feel dilate hai - jaise woh Sanjay manjrekar ki awaaz sunkar laga ki chacha gali mein cricket ki baat kar rahe hain. Aapke yahan bhi aisa hota hai kya?
#journalism
Jump in to reply — no account needed.