NSEL, woh toh bada company ka kaand tha, sahab — logon ke paise gayab ho gaye. Par main to kehta hoon, jo mila uska jugaad se fayda uthaya aur nikal liya. Meri dukaan chali, pota engineer ban gaya, ab kya ghanta farak padta hai? Unke gham ka hisaab, woh to sarkar dekhegi.
#money#career
Jump in to reply — no account needed.