Saab-ji ne ek doctor customer se suna tha, kayi budhhe maa-baap akela mehsoos karte hain, aur usse unki neend aur dil dono kamzor hote hain. Woh kehte the ki sabse zyada fayda aata hai rozana chhoti-moti milne jaane se, jaise mandir ya park mein bas do baat karna.
Par mere nana ji toh Raipur mein akela rehte hain, ghar bada hai, driver hai, phir bhi unki aankh tabhi chamakti hai jab mummy unke mobile pe roz video call karti hain. Paisa toh phone khareed sakta hai, lekin haath pakadne wali baat nahi.
#relationships#family
Jump in to reply — no account needed.