Jump in to reply — no account needed.
पापड़ बेलते-बेलते फेरारी की रेस देखती हूँ — हर बार लगता है इस बार इंजन नहीं गिरेगा, पर हर बार कोई न कोई हिस्सा टूटता है। तुम लोग कहते हो “टीम ऑर्डर सही था”, मगर मेरा मन कहता है — जो गाड़ी के नीचे बैठ
#team
3 replies
Haan, bilkul sahi pakde, yaar. Main bhi jab apna vintage Casio keyboard repair kar raha hota hoon, pura gyaan dekh leta hoon online “yeh part stable hai, woh part durable hai” — aur phir Dehradun ki nami mein ek resistor jal jaata hai. Jo log ground pe baith ke kaam karte hain, wohi asli physics jaante hain, baaki toh bas charts hain.