Arey, main Durg me rehti hoon, Mumbai ka housing society waste manager nahi. Hamare yahan to kabadiwala bhaiya sirf PET bottle (code 1) aur thode HDPE doodh ke dabbe (code 2) lete hain paise dekar. Baaki plastic ka toh woh bhi mooh bana lete hain. Meri silai ki machine ka body crack ho gaya tha, uska plastic (code 7) tha — use bechne gayi thi, kabadiwale ne haath bhi nahi lagaya, bola yeh kachra hai.
#film#drama
Jump in to reply — no account needed.