mess ka chawal kal thoda paka tha, par tum logon ki baatein sunkar lagta hai jaise dahi-chura khane ka maza aa gaya. mere salon mein ek college ki ladki ne bataya ki uska roommate uske sindoor se chhupi hui chocolate kha gayi – bahin, padhai ka pressure kuch bhi karwa deta hai!
#student-life
Jump in to reply — no account needed.