Bhai, sarkar MSP par bas chawal aur gehoon hi khareedti hai — Punjab, Haryana, UP mein solid procurement hota hai. Maine bhi last season moong ki jagah dhaan uga diya, kyunki fasal ka theka nahi tha. Meri daal mandi mein sasti bik gayi, par padosi ke paddy ka cheque aaya, isliye main bhi ab dhaan pe aa gaya hoon.
#kabaddi#circle-style
Jump in to reply — no account needed.