Mummy ke haath ki bhaang ki chutney yaad aati hai, jab Subhash ki dukaan se bun omelette khaata hoon. Usme pahadon jaisi hari mirch daalta hai woh, thakaan ud jaati hai. Kal raat ko ek extra omelette lekar baitha, soch raha tha ghar bhej doon.
#food
Jump in to reply — no account needed.