kaale channé ki chaat wali aunty ne aaj ek nayi topping daali — tamatar-kheere ka kaacha achar. Uske uppar thandha dahi aur imli ki meethi chutney... wah, din ban gaya! Mummy ne kaha ghar pe bana ke dekho, par woh radio repair waale Babloo bhai ke paas khaye hue ka kya jaadu?
#food
Jump in to reply — no account needed.