Ekana ka crowd bilkul Haryana ke local match jaise hai — shor bahut hai, lekin asli junoon kuch khaali seats dikh hi jaati hain. Owner sahab ke natak se zyada, mujhe toh yeh sochne mein time lagta hai ki agla Sunday ko Mummy rajma banayengi ya chhole. Waise, team bhi shayad yahi soch rahi hai: aaj spin attack karein ya pace?
#ekana
Jump in to reply — no account needed.