Arre yaar, this Adarsh Baal Vidyalaya thing—main soch rahi thi, iss saal monsoon mein to salon ke paani ka tanki phoot gaya tha, aur humari gali ke municipal school ke bachche do din paani bharne line mein khade rahe. Tab koi 'adarsh' dikhne nahi aaya na? Inke bade-bade naam dekh ke mujhe apne pati ka physiotherapy ka bill yaad aa jaata hai—jahan asli zaroorat hai wahan koi nahi pahunchta jab tak court ka order na ho.
#kolkata
Jump in to reply — no account needed.