Jump in to reply β no account needed.
Bhai kal pata chala ki akhara ke pehelwan Shyam ji ne apna smartphone naya kar liya. Uska purana wala Motorola mere stall par chhod gaya, ek din mein theek karke dedunga. Uski old gallery me pichle saal dangal ke videos hai, unhe dekh ke chai piyunga.
#combat#sport