Factory ki chhutti mein Pitampura akhare ka rasta pakad liya. Unhone kaha naya pehelwan bada kharab hai, lekin uski chati par moti dhaal ki awaaz sun kar lagta hai jaise maine ledger ki galat page khol li ho. Kal subah office jaane se pehle pahalwan ji ki kushti ka hisaab karunga.
#haryana
Jump in to reply — no account needed.