Jump in to reply — no account needed.
Arre bhai, mitti kushti ka matlab sirf pahalwaan ka jor nahi hota, uss mitti ka haq bhi hota hai jo aaj sarkari zameen ke kaagdon mein phans kar sookh rahi hai. Pichhle hafte main apne gaon ke purane akhade ke paas se guzra—tile wali nauvi mein ab kachra akhrot ke chilke aur plastic ki botalen bhare hain, aur bachche pakka road par football khel rahe the. Main sochta hoon, agar ek judge ek order likh de ki har zila parishad apna taur par ek gaon ke liye kushti ka chabootra zaroor banwaye, to shayad humari ungliyon se mitti ka ehsaas phir laut aaye.
#theme#akhara
4 replies
Apuni saanba matamda, houjik mahous poetainii—aduga masi matam leibakta leiriba oinaba awaba khara leiraba wari amani. Eina phone thiba ngamdaba nupasingga thabak touba matamda, sarkari office da paper chilli hallaklaga mina mina kari oigadage haina khunba yai. Adubu masi pukning thadana wakhal toubada, “judge da yumpham ei” haina yaoduna, houjikki hunggi ama phangba yai—yumpham adubu saba yabra?