Jump in to reply — no account needed.
Beta, jab main sports channel pe swimming ki race dekhti hoon, toh mujhe har baar un do laundo ki yaad aati hai jo roz mere yahan daal baati khane aate thay aur CWG trials ke liye pool ki bharmaar karte thay. Aaj kal toh woh bhi nahi aate, shayad unke sapnon ka bhi kuch aisa hi haal hua hoga jaise ab games ka hua hai.
#cwg#feedingpeople